Poem by an I AM fan
mere seene main ik tukda
uska hai ik dukhda…poochta hai woh kya hai meri-teri shaksiyat
I am,me,myself…main hoon,main hoon,main hoon,main hi main hoon
Ik takleef,ik takullaf,ik hausla,ik hasiyat
I am,me myself…main hoon main hoon,main hoon,main hi toh hoon
masla gaya,phisla gaya,toda gaya,joda gaya,pighlaya gaya,thukraya gaya
ik katra gira,woh phir utha,kabhi bujhi,kabhi ujli tabiyat
I am,me,myself..main hoon main hoon……
mera aasman khoya hooya,ik khwab tha sanjoya huya
mera aashiana,mera nazrana,meri wasiat
I am me,myself..main hoon main hoon…..main hi hoon
aisa hai kya,waisa hai kya,tu kaun hai,kaisa hai kya..
la-ilaaj,hai bimaar,koi salah koi nasihat..
I am,me myself…main hoon main hoon…
Name-Gurwinder (aka keenu)
466 Urban Estate Phase 1
Focal Point 141010
Ludhiana Punjab
































